Showing posts with label Boyfriend. Show all posts
Showing posts with label Boyfriend. Show all posts
How much do you love me,comedy jokes, i love you, cell phone, sim card, romantic, china phone, latest funny message


Girl: How Much Do You Love Me?

Boy: I Love You So Much... I can't measure

Girl: No, Just tell me..

Boy: Okay, I am like a Cell Phone and You are my SIM Card. I am nothing without You..

Girl: Wow!!... That's so Romantic...

Boy(Saying 2 Himself): Thank God...She doesn't know this is a China Phone with 4 SIM Cards.

Boy or girl does something wrong, boy, girl, accident, dog, english jokes, comedy jokes, latest funny message


When a Boy does Something Wrong!

Girl : You broke my Favorite Lamp!
Boy : It was an Accident... I didn't mean to..!
Girl : I can't believe you did this.
Boy : I'm Sorry.. !!



When a Girl does Something Wrong!

Boy : You Lost My Dog??!!!
Girl : It was an Accident. I didn't mean to!
Boy : I can't believe you did this.
Girl : I already feel bad about it..!! Stop making me feel Worse..!!
Boy : I'm Sorry.. !!

Girlfriend comedy joke, boyfriend, kutta, ticket, stamp, kiss, latest funny message

Latest Funny Message


Girlfriend :
Mai Apke Letters K Stamp
Tickets Ko KISS Krti Hu
Unhe Apke LipS Ne Chhua
Hoga...

Boyfriend :
Par Mai To Unhe Apne Kutte Ki
Naak Se Gila Kr K
Chipkata Tha....

लडकी ने लडके से पुछा:
क्या तुम्हारे पास मारूति कार ह?

लडका: नहीं।
लडकी: क्या तुम्हारे पास फ्लैट है?
लडका: नहीं।
लडकी: क्या तुम्हारे पास नौकरी है?
लडका: नहीं।

और फिर ब्रक अप...
लडकी लडके को छोडकर चली गयी।

लडका उदास हो गया और सोचने लगा...
जब मेरे पास पाँच-पाँच बी एम डब्लयू कार हैं तो मुझे मारूति की क्या जरूरत ?

जब मेरे पास खुद का इतना बडा बंगला है तो मुझे फ्लैट की क्या जरुरत?
और
जब मेरे पास 500 करोड सलाना टर्नओवर का अपना बिजीनेस है
और 400 लोग मेरे यहाँ नौकरी करते है तो फिर मुझे नौकरी की क्या जरूरत?
आखिर वो मुझे क्यो छोड गयी??

मोरल-
[1] बिना पुरी बात जाने जल्दीबाजी मे कोई फैसला ना करे।
[2] सबको अपने स्टैन्डर्ड से ना परखें हो सकता है वो आपकी सोच से ज्यादा बडा हो।।।


Girlfriend :
Mai Apke Letters K Stamp
Tickets Ko KISS Krti Hu
Unhe Apke  LipS Ne Chhua
Hoga...

Boyfriend :
Par Mai To Unhe Apne Kutte Ki
Naak Se Gila Kr K
Chipkata Tha....

--------------------------------------------------------------

Agar aapki 1 patni hai
toh vo aapse ladegi
Magar aapki 2 patni hain
toh vo aapke liye ladegi
Feel the diffrence
(Sender not responsible,
Try @ ur own risk)

--------------------------------------------------------------

पत्नि मायके से वापिस आयी .....
पति दरवाजा खोलते हुये जोर जोर से हसने लगा

पत्नि: ऐसे क्यो हसं रहे हो .....??
पति: गुरूजी ने कहा था कि जब भी मुसीबत सामने आये उसका सामना हंसते हुए करो

--------------------------------------------------------------

एक दिन भगवान ने एक
आदमी की मेमोरी डिलीट कर दी.
फिर उससे पूछा क्या तुम्हें कुछ याद है ?
आदमी ने अपनी पत्नी का नाम
बता दिया ….

भगवान हंसकर बोले – “पूरा सिस्टम
फॉर्मेट कर दिया पर वायरस फिर
भी रह गया …. !”

Best love romance shayari, best two lines shayari, hindi love shayari, hindi romance shayari, hindi shayari to impress girlfriend or boyfriend, romantic sms and shayari, faadu romance shayari, funclub


Best #Romance #Shayari | #Funclub

Maine kaha k bahut pyaar aata hai tum par,
Wo muskura k bole or tumhe aata hi kya hai.

-----------------------------------

Main Jo chahon to Abhi tod Loon nata tum se,
Par main buz-dil Hoon mujhe maut se darr lagta hai ..

-----------------------------------

Ye mujhe chain kyun anhi parta,
Ek hi shaks tha jahaan mai kya.

-----------------------------------

Main uska hoon, yeh tou main jaan geya hon lekin,
Woh kis ka hai, ye sawaal mujhe sone nahi deta

-----------------------------------

Chalo achchha hua kaam aa gayi diwaangi apni,
warna hum zamaane bhar ko samjhane kahan jate

-----------------------------------

Woh karam ungliyon pay gintay hain,
Zulm ka jinkay kuch hisaab nahi..
 
-----------------------------------

Hum dur tak yun hi nahi pahunche faraz,
kuch log kandha dene aa gye the....
 
-----------------------------------

Apne siva batao kabhi kuchh mila bhi hai tumhein,
hazaar baar lee hain tumne mere dil ki talaashiyan..

-----------------------------------

Meri bahaduri ke kisse mash'hoor the shehar mein,
tujhe kho jaane ke dar ne kayar bana diya..

-----------------------------------

zindagi mein is se badh kar ranj kya hoga FARAZ
uska ye kehna ki tu shayar hai deewaana nahi...


Woh mera sab kuch he bas mera mukaddar nahi,
Kash woh mera kuch bhi na hota sirf mukaddar hota..

-----------------------------------

Kuch aise haadse bhi zindagi me hote he dost,
Insaan bachh to jata he ,magar Zinda nahi rahta.

-----------------------------------

Kitni fikra he Kudrat ko meri tanhai ki,
Jagte rahte he raatbhar sitare mere liye.

-----------------------------------

Tu khamosh kyon hai ye to maloom nhi magar
dil doob sa jata hai jab tu khamosh hota hai....

-----------------------------------

Guzar gaya wo waqt jab tere talabgar the hum.
Ab khuda bhi ban jao to sajda na krenge..! 

-----------------------------------

Kisi ki kya mazal thi jo koi hame kharid sakta ........
hum to khud hi bik gaye khariddar dekhke

-----------------------------------

Zindagi Mai Hamesha Naye Log Milenge,
Kahin Ziyada To Kahin Kam Milenge,
Aitbaar Zara Soch Kar Karna,
Mumkin Nahi Har Jagah Tumhe Hum Milenge

-----------------------------------

Ahista ahista aapka yakeen karne lage hain….
Ahista ahista aapke kareeb aane lage hain…
Dil tho dene se ghabraathe hain…
Magar ahista ahista aapke dil ki kadar karne lage hain…

-----------------------------------

Itna aitbaar to apni dhadkanon par bhi humne na kiya,
Jitna aapki baaton par karte hain,
Itna intezar to apni saanson ka bhi na kiya,
Jitna aapke milne ka karte hain…

-----------------------------------

Unhe chahana hamari kamzori hai,
Unse keh nahi pana hamari majburi hai,
Wo kyun nahi samajhte hamari khamoshi ko,
Kya pyaar ka izhaar karna zaruri hai…

-----------------------------------

Ae dost kabhi mujhe bhula na dena….
is hanste hue chehre ko kabhi rula na dena…….
kabhi kisi baat per khafa ho bhi jao……
par mujhse door hokar mujhe judai ki saza na dena6

-----------------------------------

Saath agar doge muskrayenge zarur,
Pyar agar dil se karoge to nibhayenge zarur,
Raah me kitne kante q na ho ,
Awaz agar dil se doge to aayenge zarur

-----------------------------------

Kuch Nasha Aapki Baat ka hai,
Kuch Nasha Dhimi Barsat ka hai,
Hame aap yuhi Sharabi maat Kahiye,
ye dil par asar aapse pahali mulakat ka hai…

-----------------------------------
Qafas se le k chaman tak hai aik hi alam,
Wo habas hai k hawa me bhi ghut k mar jaon.


Faryad kar rahi hai ye tarsi ho nighah,
Dikhe hoe kisi ko bahot din guzar gae.

-----------------------------------

Unse milne ko jo sochon ab wo zamana nhi
Ghar bhi kaise jaun ab to koi bahana nahi,,
Mujhe yaad rakhna kahi tum bhola na dena
Mana ke barson se teri gali me anajana nhi,,

-----------------------------------

Ruthi Si Zindagi ko Manana To Aata Hai,
Logon ko Hasana To Aata Hai,
Kya Hua Jo Na Bas Sake Kisi Ke Dil Mein,
Logon Ko Apne Dil Mein Basana To Aata Hai.

-----------------------------------

kya acha kya bura kya bhala dekha,
ab bhi dekha tuhe apne ru ba ru dekha,
socha bahut bhulkar sochun na tujhe,
jis raat ankh lagi fir tujhe har su dekha.

-----------------------------------

Mujhko Aisa Dard Mila Jiski Dawa Nahi
Per Bi Khush Hun Mujhe Us Se Koi Gila Nahi

Or Kitne Aanso Bahaon Us K Liye
Jisko Khuda Ne Mere Naseeb Main Likha Hi Nahi

Boyfriend Vs husband joke, boyfriend comedy jokes, husband comedy jokes, girlfriend boyfriend jokes, hindi faadu comedy jokes, funclub



Ek lady apne boyfriend ke sath ghum rahi thi..
.
ke itne me uska husband aa gya or
boyfriend ko marne laga..
.
.
Ye dekh kar wo lady boli:
"Mar gadhe ko, apni biwi ko to
ghumata nahi, dusron ki Biwi
ghumane le aate hai..

itne me boyfriend ko josh aaya or wo
husband ko marne laga
.
.
Lady: "maar saale ko, na khud
ghumane le jata hai na kisi aur ko ghumane deta hai...

jokes of the day in hindi, boyfriend girlfriend jokes, comedy jokes, facebook comedy jokes, faadu facebook jokes, hindi comedy jokes, funclub

#Jokes Of The Day #Boyfriend #Girlfriend #Jokes

Boy:" kya tum hamesha mere
sath rehne ka waada kar sakti ho ??
.
Girl:" haan..
.
.
Boy:" mujhe kabhi chhod ke nahi jaogi ??
.
Girl:" nahi..
.
.
Boy:" kya kya kar sakti ho mere liye ??
.
Girl:" jo bhi tum bolo
.
Boy:" mujhe kabhi shikayat ka mauka nahi
dogi
.
Girl:" kabhi nahi..
.
.
Boy:" kya chahiye tumhe mujhse ??
.
.
Girl:" 1000 per month
.
Boy:" thik hai kal se kaam pe aa jana jhadu
aur baki safaai ka
saman kharid lena..
.
.
.
Girl:" ji saab, ab mai chalti hoon..
.
.
.
aur aap soch rahe the ki girlfrnd itni acchi
kabse ho gayi.. ??